It would make you cry.. To grow up be a kid again.. remembering your childhood.. Novel 10 Alone by #Vikrmn - Vikrmn - CA Vikram Verma - Chartered Accountant Author It would make you cry.. To grow up be a kid again.. remembering your childhood.. Novel 10 Alone by #Vikrmn - Vikrmn - CA Vikram Verma - Chartered Accountant Author

It would make you cry.. To grow up be a kid again.. remembering your childhood.. Novel 10 Alone by #Vikrmn

| 1 Comment
To grow up be a kid again..
How the life has changed.. I love my childhood.
It would make you cry.. To grow up be a kid again.. remembering your childhood.. Novel 10 Alone by #Vikrmn CA Vikram Verma
To grow up be a kid again.. Love your childhood..
Novel 10 Alone by #Vikrmn CA Vikram Verma
Sometimes don't you wish you were a kid again?  . Funny how to think it was just me that used to do half this stuff then u read this and it seems it was normal..... Still like watching the raindrops and pretending it was a race.... Haha  . . Jannat me sab kuch hai lekin maut nahi hai, . Gita me sab kuch hai lekin jhuth nahi hai... . Dunia me sab kuch hai lekin sukun nahi hai, . Insaan me sab kuch hai lekin sabar nahi hai... . Kya baat kare is duniya ki... Har shakhs ke apne afsaane hai... . Jo samne hai use log bura kehte hai... Jisko dekha nahi kabhi use sab "KHUDA" kehte hai..!!! . jab bachpan tha to jawani ek khwab tha . jab jawan huye to bachpan ki khwaish hai.. . jab ghar me rehte the aazadi achi lagti thi aaj akele hai . to har pal ghar k din yaad aate hai.. . kabhi hotel me jana pizza, burger khana pasand tha aaj ghar par aana aur maa k hath k khane me hi jannat milti hai.. . jinse zagadte the school me un dosto ko aaj internet me talashte hai . aaj kal to khush rehne k tarike b hum google me search marte hai.. . facebook se dating aur flipkart, ebay se shopping karte hai . ghar par b baat ab skype/gtalk aur whatsapp se karte hai.. . life ko laptop aur mobile me samet diya hai hum samazte hai humne khud ko update kiya hai.. . iss nayi duniya me humne na jane kya ghuma diya hai kab kya badla . hume kuch na pata chala hai.. paisa mila naam mila kuch hai hum b ye b vishwas mila lekin kya chhora kya tyaga humne iska na hisab mila.. . khushi kisme hoti hai ye pata ab chala hai bachpan kya tha iska ehsas ab hua hai.. . kash badal sakte hum zindgi k kuch saal pichhle kash ji sakte hum zindgi ek bar firse..

Posted by Vikrmn: Author of "10 Alone" (CA Vikram Verma) 10Alone.com
Tags : , , , ,

1 comment:

  1. very nice, collection of childhood memories, youth age.

    ReplyDelete

Hi, Thanks for reading through. Would be happy to see your views and ideas in the comments. For a direct message please free to reach me at v@Vikrmn.com. Cheers

10 Life changing quotes from "Guru with Guitar"